Ajkl ek word aap logo ne bahut suna hoga, “LGBTQ” to kya hai ye LGBTQ Mai aapko Ish article me “LGBTQ meaning in hindi” me bataunga ki akhir ye Homosexuality kya hai aur India me section 377 kyu lagaya gaya hai.
LGBTQ Meaning in hindi
Dosto LGBTQ ke full form ki baat ki jaye to iska matlab hota hai, Lesbian, gay, bisexual, and transgender, yaani “samlengikta” ab agar aapko ye nhi pata hai ki samlengikta kya hoti hai? To mai aapko bata du ki jab aadmi ko aadmi aur aaurat ko aaurat ki taraf attraction ho to ushe samlengikta kaahte hai.
Samlengikta me man aur woman dono same gender ki taraf sex ke liye attractive hote hai, kuch log woman aur man dono ki hi taraf attract hote hai. Haalki ye ek bimari hai jo paidal hote hi start ho jati hai.
LGBTQ meaning in hindi me full form aapko alag alag krke baat deti hu mai, L ka matlab hota hai lesbian, yaani kisi woman ka kisi dusari woman ki taraf actract hona. G ka matlab hota hai Gay, yaani Man ka man ki taraf jhukav. B ka matlab hota hai, bisexual, yani man ya woman ka dono ki taraf jhukav. T ki meaning hoti hai transgender yaani jinka sex pahale kuch hota aur baad me kuch aur ho jata hai.
Section 377 Homosexuality
India me abhi tak Homosexuality yaa LGBTQ ko ek crime ki nazar se dekha jaa raha tha lekin, 6 septmber 2018 ko suprim court ke chief justice deepak Mishra ne ish section ko leagal kar diya hai.
Justice Deepak Mishra ne kaha ki samlengikta koi crime nhi hai, faisala aane ke naad kyaa indian culture me samlengikta ko accept kiya jayegaa ye to aage aane wala time hi batayegaa.
0 Comments